Ramdaan mubarak

Ramdaan Mubarak Assalam alaikum Ramdaan ka matlab Aj ramdaan ka chaand nazar ane wala hai . Apko pata hai ramdaan naam Allah ne diya hai . Quraan sharif ka dusra parah sureh bakra 6(chaththa) rukuh uski 3 (tisri) ayat me Allah farmate hai ye Ramadan ka mahina jisme humne quraan ko naazil kiya. Ek baar nabi e pak s.a.v. ke pass ek sahaba aya unhone pucha nabi e pak s.a.v. se ramdaan ka mana kya (tarjuma,matlab kya ) ?? To nabi e pak s.a.v. NE farmaya ramdaan ka mana(tarjuma,matlab )hai kisi chiz ko jala ke khatam karna. Nabi e pak s.a.v. NE farmaya Allah mere ummatiye ke gunaaho ko ese jalayega ki yahan ramdaan mukammal huva or mere ummatiyo ki jindagi ke saare gunaah mit gaye.or vo esa paak ho gaya jese ki vo aj hi apni maa ke pet se paida huva hai. Ramdaan ka pehla ashra (pehle 10 roje ) rehmat ke hote hai .or dusra ashra (11 to 20 ...